रुह को चैन इस दिल को थोड़ी राहत मिले काश,
हमें भी तो किसी की चाहत मिले।
नाशना हो गए है इस बुतपरस्ती से अब,
ईल्तजा इतनी है कि उनकी इबादत मिले।
इबादत खुदा की करोगे तो फना हो जाओगे,
इस बुतपरस्ती से काफ़िर ही कहलाओगे।
Is nazm se maazi ke kuch pal yaad aa gaye,
Kuch shaad aa gaye, kuch na-shaad aa gaye.
Koshish to bhot ki rokne ki khudko,
Bewfaa ye aanso ban ke fariyaad aa gaye.
In bejaar cheejo ke badle koi tasweer bana dete,
In askon mein chhupi meri taqdir sama dete,
Mumkin ho agar to ek guzarish thi meri,
La-ilaze ishq se Tareer kara dete.